Apni bhashake bareme

Discussion in 'Indians in UAE' started by Vijayajadhav, Jan 10, 2012.

  1. Vijayajadhav

    Vijayajadhav Senior IL'ite

    Messages:
    75
    Likes Received:
    19
    Trophy Points:
    23
    Gender:
    Female
    hi all ladies.
    mera nam vijaya he me india se hu.mujhe ye wab side achi lagti he.yaha pe sab ladies alg alg bate karti he.
    har bat discuss karti he.lekin me ye sochti hu ham apni bhash bolne me shrmate he.har koi english me hi kiv bate karte he.yahatk ke me bahr bhi jati hu indian logoko sunti hu. but sab english me hi bat karte he
    kiv ham apni hindi bhasha nahi bolte.apne indiaya me har kisi ki alg alg bhasha he har koi apni bhasha bolna chata he.lekin o posibl nahi he.to ham hindi kiv na bole.me yahi bolna chati hu ke english me bat karna bura nahi he.lekin apni bhi bhasha bolni chaiye.agr ye koi padke mujhe reply de muze acha lage ga.thank you friens
     
    Loading...

  2. Padmash

    Padmash Platinum IL'ite

    Messages:
    2,118
    Likes Received:
    524
    Trophy Points:
    208
    Gender:
    Female
    Dear Vijaya,
    achcha laga aapka prashn. is website me aapko bahut se raajyo ke log milenge hindi sabko malum hai parantu yheek se apne vichaaro ko vyakt nahi kar paate. english ek aisi bhaasha ha jo hamaare desh ke logo ke liye bahut achchi. English bahut log jaante hai hindi bhi jaante hai magar english ke jitna pravaah nahi hai. jab hum videsh me rehte hai to ek aadat ho jaati hai english me bolne ki magar aapke khaas dost mitr jo aapki maatrubhaasa jaante hai wo to wahi baat karte hai. shaayad bahut se log hindi ko utna vyavhaarik na samajhte ho aur asaan bhi nahi.

    Padma
     
  3. Ushakrishnan64

    Ushakrishnan64 Silver IL'ite

    Messages:
    926
    Likes Received:
    78
    Trophy Points:
    83
    Gender:
    Female
    Dear Vijaya,
    The forum etiquette guidelines requires the posts to be in English. I understand your enthusiasm about Hindi posts, but let us stick to english posts only.

    Thanks for your understanding.
    Regards
    USHA
     

Share This Page